We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Album​-​Shah Rukh Khan, Karaoke, Sound Tracks

by Best Of Shah Rukh Khan Karaoke, Sound Tracks

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $20 USD  or more

     

1.
Ho Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Tu Kahin Tukdone Mein Jeen Rahi Hai Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Roz Roz Resham Si Hawa Aate Jaate Kehti Hai Bata Resham Si Hawa Kehti Hai Bata Vo Jo Doodh Dhuli Masoom Kali Vo Hai Kahan Kahan Hai Vo Roshni Kahan Hai Vo Jaansi Kahan Hai Main Adhoora Tu Adhoori Jee Rahein Hain Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Paakhi Paakhi Pardesi Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Tu Kahin Tukdone Mein Jeen Rahi Hai Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Tu To Nahin Hai Lekin Teri Muskurahatein Hain Chehra Nahin Hai Par Teri Aahatein Hain Tu Hai Kahan Kahan Hai Tera Nishaan Kahan Hai Mera Jahan Kahan Hai Main Adhoora Tu Adhoori Jee Rahein Hain Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Main Yahan Tukdon Mein Jee Raha Hoon Tu Kahin Tukdone Mein Jeen Rahi Hai Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se.
2.
Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaaon Paanv Ke Neeche Jannat Hogi Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Woh Yaar Hai Jo Khusbhu Ki Tarah Jiski Zubaan Urdu Ki Tarah Meri Shamo-raat Meri Kaynaat Woh Yaar Mera Saiyyan Saiyyan Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Gulposh Kabhi Itraye Kahin, Mehke To Nazar Aa Jaye Kahin Gulposh Kabhi Itraye Kahin, Mehke To Nazar Aa Jaye Kahin Taabeez Banaa Ke Pahnoo Use Aayat Ki Tarah Mil Jaaye Kahin Taabeez Banaa Ke Pahnoo Use Aayat Ki Tarah Mil Jaaye Kahin Gulposh Kabhi Itraye Kahin, Mehke To Nazar Aa Jaye Kahin Mera Nagma Wahi Mera Kalma Wahi Mera Nagma Wahi Mera Kalma Wahi Yaar Misaale Os Chale Panv Ke Tale Firdaus Chale Kabhi Daal Daal Kabhi Paat Paat Main Hawa Pe Dhoondho Uske Nishaan Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya Saare Ishq Ki Chaaon Chal Chaiyya Chaiyya Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya Paanv Janat Chale Chal Chaiya Chaiya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Main Uske Roop Ka Shahdayi Woh Dhoop Chaanv Sa Harjai Woh Shokh Hai Rang Badalta Hai Main Rang Roop Ka Saudaai Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaanv Panv Ke Neeche Jannat Hogi Jinke Sar Ho Ishq Ki Chaanv Panv Ke Neeche Jannat Hogi Sham Rat Meri Kayanat Woh Yar Mera Saiyyan Saiyyan Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Woh Yar Hai Jo Khusbhu Ki Tarah Jiski Zuban Urdu Ki Tarah Meri Shamo-raat Meri Kayanat Woh Yar Mera Saiyan Saiyan Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chal Chaiyya Chaiyya Chaiyya Chaiyya
3.
Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Pehli Pehli Baar Milaata Hai Yehi Seene Mein Phir Aag Lagaata Hai Dheere Dheere Pyaar Sikhaata Hai Yehi Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai] Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Saari Saari Raat Jagaata Hai Yehi Ankhiyon Se Neend Churaata Hai Sachche Jhoothe Khwaab Dikhaata Hai Yehi Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai [Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Lalalala... Is Dil Ki Baaton Mein Jo Aate Hain Vo Bhi Deewane Ho Jaate Hain Manzil To Raahi Dhoondh Lete Hain Raste Magar Kho Jaate Hain Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai] [Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Soorat Se Main Na Pehchaanoongi Naam Se Bhi Na Usko Jaanoongi Dekhoongi Kuchh Na Main Sochoongi Dil Jo Kahega Vohi Manoongi Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai] [Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Hmmm.. Haha Ha Hmm.. Oh Oh Ho Dil Ka Kehna Sab Sab Maanein Dil Na Kisi Ki Maane Jaan Di Humne Jaan Gaye Sab Ek Wohi Na Jaane Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Rehne Do Chhodo Ye Kahaaniyaan Deewanepan Ki Sab Nishaaniyaan Logon Ki Saari Pareshaaniyaan Is Dil Ki Hai Ye Saari Meherbaaniyaan Ho Dil To Paaga Hai Dil Deewana Hai [Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Saari Saari Raat Jagaata Hai Yehi Ankhiyon Se Neend Churaata Hai Dheere Dheere Pyaar Sikhaata Hai Yehi Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai Dil To Paagal Hai Dil Deewana Hai
4.
Jaadu.. Teri nazar Khushboo.. Tera badan Jaadu.. Teri.. Nazar Khushboo.. Tera badan.. Tu haan kar Ya naa kar Tu haan kar ya naa kar Tu hai meri.. Kiran Tu hai meri.. Kiran (repeat once) Mere khwaabon ki Tasvir hai tu Bekhabar Meri taqdeer hai tu (repeat once) Tu kisi aur ki Ho na jana Kuch bhi kar jaaonga Main deewana Tu haan kar Ya naa kar Tu haan kar ya naa kar Tu hai meri.. Kiran Tu hai meri.. Kiran Lalala la la la.. Faasle, aur kam Ho rahen hain Door se pas hum Ho rahen hain (repeat once) Maang loonga.. Tujhe Asaman se Chheen loonga.. Tujhe Is jahaan se Tu haan kar Ya naa kar Tu haan kar ya naa kar Tu hai meri.. Kiran Tu hai meri.. Kiran Jaadu.. Teri.. Nazar Khushboo.. Tera badan.. Tu haan kar Ya naa kar Tu haan kar ya naa kar Tu hai meri.. Kiran Tu hai meri.. Kiran (Tu hai meri.. Kiran) (repeat 4 times)
5.
Jiya jale jaan jale Jiya jale jaan jale Nainon tale dhuaan chale Dhuaan chale Punjirithanji konjikko Munthiri muththoli chindhikko Vanjani varna chundhari vaavae Thaanginnakkath thakadhimiyaadum thanganilaavae hoi (x2) Thanga kolusallae kurugum kuyilallae maarana mayilallae hoi Thanga kolusallae kurugum kuyilallae maarana mayilallae Jiya jale jaan jale Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale Raat bhar dhuaan chale Jaanu na jaanu na jaanu na jaanu na sakhi ri (x2) Dekhte hain tan mera Mann mein chubhti hain nazar Dekhte hain tan mera Mann mein chubhti hain nazar Honth sil jaate unke Narm honthon se magar Ginti rahatii huun main apni karvaton ke silasile Kya karun, Kaise kahun Raat kab kaise dhale Jiya jale jaan jale Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale Raat bhar dhuaan chale Jaanu na jaanu na jaanu na jaanu na sakhi ri (x2) Jiya jale jaan jale... He kuruvaani kiliyae... Kuruvaani kiliyae Kukkuru kurukuru koovik kurugik kunnimanaththai Ooyal aadi kooduvagukkik koottu vilikkunnae Maaran ninnaik koogik kurugik koottu vilikkunnae Kukkuru kurukuru koovik kurugik kunnimanaththai Ooyal aadi kooduvagukkik koottu vilikkunnae Maaran ninnaik koogik kurugik koottu vilikkunnae Thanga kolusallae kurugum kuyilallae maarana mayilallae hoi Thanga kolusallae kurugum kuyilallae maarana mayilallae hoi Ang ang mein jalti hai Dard ki chingaariyan Masale phoolon ki mahak mein Titliyon ki kyaariyan Raat bhar bechaari mehndii Pistii hai pairon tale Kya karun, kaise kahun Raat kab kaise dhale Jiya jale jaan jale Jiya jale jaan jale Nainon tale dhuaan chale Dhuaan chale Raat bhar dhuaan chale Jaanu na jaanu na jaanu na jaanu na sakhi ri (x2) Jiya jale ... jaan jale... Jiya jale!
6.
Koi mil gaya (x3) Mujhko kya hua hai Kyon main kho gaya hoon Paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hai nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai Kya apna ye haal Koi mil gaya (x2) Mera dil gaya Kya bataoon yaaron Kya bataoon yaaron Main to hil gaya (x2) Koi mil gay mil hi gaya Mil gaya hey mil hi gaya Mil gaya Mujhko kya hua hai Arre kyon main kho gaya hoon Ay paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hai nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai Kya apna ye haal Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya mera dil gaya Kya bataoon yaaron (x2) O main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gay Mil hi gaya mil gaya (x2) Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Ye deewangi hai kya Humein bhi to ho pata Tumko kya ho gaya Arre kal tak mujhko sab hosh tha Dil mein khushiyon ka josh tha Phir ye becheini hai kyon Phir ye betaabi hai kyon Kya koi kho gaya Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya mera dil gaya Kya bataoon yaaron (x2) O main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya mil hi gaya Mil gaya hey Mil hi gaya mil gaya Baadal banke kaun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya Baadal banke kaun aa gaya Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya Chaahoon ki bataoon main Phir bhi keh na paoon main Naam uska hai kya O naam na lo par kuchh to kaho Halka sa koi ishaara to do Meri aankhon mein hai vo Meri saanson mein hai vo Aur kahoon tumse kya Koi mil gaya koi mil gaya Mera dil gaya o mera dil gaya Kya bataoon yaaron (x2) Main to hil gaya(x2) Koi mil gaya Mil hi gaya mil gaya Hey mil hi gaya mil gaya Muhko kya hua hai Kyon main kho gaya hoon Paagal tha main pehle Ya ab ho gaya hoon Behki hain nigahein Aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya Apna ye haal O koi mil gaya koi mil gaya Arre mera dil gaya o mera dil gaya Kya bataoon yaaron (x2) O main to hil gaya Main to hil gaya Koi mil gaya Mil hi gaya mil gaya Mil hi gaya Mil hi gaya mil hi gaya (x2)
7.
Tum paas aaye yoon muskaraye Tum paas aaye yoon muskaraye Tumne na jaane kya sapne dikhaye Tum paas aaye yoon muskaraye Tumne na jaane kya sapne dikhaye Ab to mera dil jaage na sota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Tum paas aaye yoon muskaraye Tumne na jaane kya sapne dikhaye Ab to mera dil jaage na sota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Na jaane kaisa ehsaas hai Bujhti nahin hai kya pyaas hai Kya nasha is pyaar ka Mujhpe sanam chhane laga Koi na jaane kyon chein khota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya rang layi meri dua Ye ishq jaane kaise hua Becheiniyon mein mann Na jaane kyon aane laga Tanhai mein dil yaadein sanjota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Tum paas aaye yoon muskaraye Tumne na jaane kya sapne dikhaye Tum paas aaye yoon muskaraye Tumne na jaane kya sapne dikhaye Ab to mera dil jaage na sota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai
8.
Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoh Haihaiihaii... Nahnahnanah... Ladakii badii anjaanii hai Sapana hai, sach hai kahaanii hai Dekho ye pagalii bilkul na badalii Ye to vahii diwaanii hai Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh Ladaka bada anajaana hai Sapana hai, sach hai phasaana hai Haa'n haa'n ye pagala, bilkul na badala Ye to vahii diwaana hai Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh {Instrumental...} Paas rahake bhii thii duurii Jaane kaisii thii majabuurii Vaqt vo bhii ajiib tha Jab tuu mere qariib tha Kho gayii tuu ye kis jahaa'n me'n Mai yahaa'n huu'n dekh to zara Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh Ladaka bada anajaana hai Sapana hai, sach hai phasaana hai Dekho ye pagalii bilkul na badalii Ye to vahii diwaanii hai Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh {Instrumental...} Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh Ham bhiid me'n bhii thii tanhaaii Yaad har pal terii aa'ii Roke koii mujhe zara Bhar na aaye ye dil mera Bahake bahake mere kadam hai'n Aise me'n tuu sa'ambhaal to zara Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh Ladakii badii anjaanii hai Sapana hai, sach hai kahaanii hai Haa'n haa'n ye pagala, bilkul na badala Ye to vahii diwaana hai Ohhhoh, Ohhhoh, Ohhhoooh, Ohhhoh. x3 Tumne na jaane Kya sapane dikhaa'e Jaane na sota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai Kuchh kuchh hota hai
9.
Yeh kudiyan nashe diyan pudiyan Yeh munde gali de gunde x (2) Nashe diyan pudiyan Gali de gunde Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere sajna Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Sehra saja ke rakhna, chehra chhupa ke rakhna Sehra saja ke rakhna, chehra chhupa ke rakhna Yeh dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna Sehra saja ke rakhna, chehra chhupa ke rakhna Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Udd udd ke teri zulfein karti hain kya ishare Dil thaam ke khade hain aashiq sabhi kanware Chhup jaaye saari kudiyan Ghar mein sharam ke maare Gaaon mein aa gaye hain paagal shehar ke saare Nazrein jhuka ke rakhna Daaman bacha ke rakhna Nazrein jhuka ke rakhna Daaman bacha ke rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere sajna Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Sehra saja ke rakhna, chehra chhupa ke rakhna Main ek jawan ladka, tu ek haseen ladki Yeh dil machal gaya to mera kusoor kya hai Rakhna tha dil pe kabu yeh husn to hai jaadu Jaadu yeh chal gaya to mera kusoor kya hai Rasta hamara takna, darwaza khulla rakhna Rasta hamara takna, darwaza khulla rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere sajna Kuchh aur ab na kehna, kuchh aur ab na karna Kuchh aur ab na kehna, kuchh aur ab na karna Yeh dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna Mehndi laga ke rakhna, doli saja ke rakhna Sehra saja ke rakhna, chehra chhupa ke rakhna Shava hoye hoye hoye...
10.
Ruk ja o dil deewane Poochhun to main zara Ladki hai ya hai jadoo Kushbu hai ya nasha x (2) Paas woh aaye to Chhu ke main dekhoon zara Ruk ja o dil deewane Poochhun to main zara Dekhe woh idhar hans ke bekhabar Thaam ke dil hum khade hain Ghumsum si nazar uski hai magar Hothon pe shikve bade hain Baat ban jaaye to main baat chhedun zara Ruk ja o dil deewane Poochhun to main zara Ha ha ladki hai ya hai jadoo Kushbu hai ya nasha Sharma woh gayi, ghabra woh gayi Maine jo usko pukara Ye dil le liya usne kar diya Aankhon hi aankhon mein ishara Jaan bhi jaaye to Gham na karoon main zara Ruk ja o dil deewane Poochhun to main zara Ladki hai ya hai jadoo Kushbu hai ya nasha Mehfil mein haseen tu hi to nahi Roothi tu kis liye akeli Jis pe yoon fida yeh dil ho gaya Woh to hai teri ik saheli Maan woh jaaye to Baahon mein le loon zara Ruk ja o dil deewane Poochhun to main zara Ladki hai ya hai jadoo Kushbu hai ya nasha Paas woh aaye to Chhu ke main dekhoon zara
11.
Rabba mere ishq kisi ko Aise na tadpaye... hoy Dil ki baat rahe is dil mein, Hothon tak na aaye, Na aaye... Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna...(x2) Tujhe har khushi de di Labon ki hansi de di Zulfon ki ghata lehraayee Paigaam wafa ke laayee Tune acchhi preet nibhayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Wo chand mere ghar-aangan Ab to aayeega Tere soone is aanchal ko Wo bhar jaayega Teri kar di god bharaayee, Teri kar di god bharaayee, Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna O mahinyaa, O mahinyaa Khata ho gayi mujhse Kaha kuch nahin tumse Ikrar jo tum kar paate To door kabhi na jaate Koi samjhe na peer parayee Koi samjhe na peer parayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Dil roya ki ankh bhar aayee Dil roya ki ankh bhar aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna Tujhe yaad na meri aayee Kisi se ab kya kehna
12.
Yeh kaisa ladka hai (Turururu – Pa..ppara) Yeh kaisi ladki hai (Turururu – Pa..ppara) Iska main kya karoon (Turururu – Pa..ppara) Isse main kya kahoon Yeh ladta hai (Haan.. haan) Akadti hai (He he) Jhagadta hai Bigadti hai Deewana hai Deewani hai But he is your best friend ya (Chorus – Male) But she is your best friend ya (Chorus – Female) Turututururu.. lala.. (Chorus) Haye haye re haye yeh ladka Haye haye re haye (Hye) Karta naadaniyaan kyun Poocho to haye (Yo) (Repeat once) Kabhi yeh hamse ladta hai Kabhi jhagadta hai Koi paas iske na aana Yeh ladka hai Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana) (Repeat once) Haye haye re haye yeh ladki Haye haye re haye (Hey) Karti naadaniyaan kyun poocho to haye (Yo) Kabhi yeh hamse ladti hai Kabhi akadti hai Karo door se chhedh khaani Yeh ladki hai Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani) (Repeat once) Turututurururu.. (Chorus) Iski baatein (Hey) Yahi jaane (Hey) Koi bhi toh jaane na.. Aisi vaisi (Hey) Kaisi hai yeh (Hey) Koi pehchaane na.. Toh bhaago Oh yaaron Kar na de shaitaani Yeh ladki hai Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani) Yeh ladka hai Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana) (Music) Aate jaate (Hey) Chhedhe hamko (Hey) Ke maane na yeh kehna.. Dekho dekho (Hey) Paagal hai yeh Haan bachke zara rehna.. Yeh aisa Hai phir bhi Apna isko maana Yeh ladka hai Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana) Ho yeh ladka hai Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani) Haan haye haye re haye yeh ladka Haye haye re haye (Hye) Karti naadaniyaan kyun poocho toh haye (Yo) Kabhi yeh hamse ladti hai Kabhi akadti hai Karo door se chhedh khaani Yeh ladka hai Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani) Yeh ladka hai Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana)

about

Best Of Shah Rukh Khan Karaoke, Sound Tracks

credits

released October 2, 2021

Best Of Shah Rukh Khan Karaoke, Sound Tracks

license

all rights reserved

tags

about

Khiyam Turk Dubai, UAE

Contact Me For Karaoke And Instrumentals of Any Song.

contact / help

Contact Khiyam Turk

Streaming and
Download help

Report this album or account

If you like Album-Shah Rukh Khan, Karaoke, Sound Tracks, you may also like: